Andekhi anjaani si pagli si
Deewani si jaane
Woh kaisi hogi re
Andekhi anjaani si pagli si
Deewani si jaane
Woh kaisi hogi re
Chori se chupke chupke
Baithi hai dil mein chupke
Jaane woh kaisi hogi re
Andekha anjaana sa pagla sa
Deewana sa jaane
Woh kaisa hoga re
Andekha anjaana sa pagla sa
Deewana sa jaane
Woh kaisa hoga re
Chori se chupke chupke
Baitha hai dil mein chupke
Jaane woh kaisa hoga re
Andekhi anjaani si pagli si
Deewani si jaane
Woh kaisi hogi re
Mere khayalon mein na jaane
Kitni tasveeren banne lagi
Bas aasmaanon pe do dilo
Ki takdeere banne lagi
Bin dekhe hai aisi
Bechaini tauba oye
Rabba dekha to jaane kya hoga
Sapno mein aane wali
Neende churane wali
Jaane woh kaisi hogi re
Oh palko ke upar niche
Dil ke dhadkan ke peeche
Jaane woh kaisa hoga re
Andekhi anjaani si pagli si
Deewani si jaane woh kaisi hogi re
Na jaane kya hoga na kya
Hoga pehli mulakaat mein
Kaise chupaoongi chand ko
Main us chaandni raat mein
Bas ab to main uska
Ghoonghat kholoonga
Chupke se dekhonga
Kuch na boloonga
Oye oye yeh bechaini
Oye oye yeh betaabi
Jaane woh kaisa hoga re
Jis ko dekha na barso
Usko dekhoonga kalparso
Jaane woh kaisi hogi re
Andekha anjaana sa
Pagla sa deewana sa
Jaane woh kaisa hoga re
Andekhi anjaani si
Pagli si deewani si
Jaane woh kaisi hogi re
Jaane woh kaisa hoga re
Jaane woh kaisa hoga re.