aisa nahi hun aji main aisa nahi hun
aisa nahi hun aji main aisa nahi hun
tujhe kah dun main apna fir hath tera chhod dun
aisi nahi hun aji main aisi nahi hun
aisi nahi hun aji main aisi nahi hun
teri hoke main sajna jo sath tera chhod dun
aisi nahi hun aji main aisi nahi hun
pyaar mera kaise duniya mitaayegi
yaad teri dil se mere jaane na paayegi
pyaar mera kaise duniya mitaayegi
yaad teri dil se mere jaane na paayegi
tujhse karu vaada, tujhse karu vaada
fir aap use tod dun
aisa nahi hun aji main aisa nahi hun
aisa nahi hun aji main aisa nahi hun
dekhiye jamana humko satayega
aap mere sath hai to kya vo jalayega
dekhiye jamana humko satayega
aap mere sath hai to kya vo jalayega
dar ke jamane se, dar ke jamane se
jo pyaar tera chhod dun
aisi nahi hun aji main aisi nahi hun
aisi nahi hun aji main aisi nahi hun
aap agar bole haazir ye jaan hai
pyaar me jo aisa kahe vo to nadaan hai
aap agar bole haazir ye jaan hai
pyaar me jo aisa kahe vo to nadaan hai
tod ke naata, tod ke naata
jo aur se main jod dun
aisa nahi hun aji main aisa nahi hun
aisa nahi hun aji main aisa nahi hun
teri hoke main sajna jo sath tera chhod dun
aisi nahi hun aji main aisi nahi hun.