tumse nazar kuch aisi mili
hum dil ko kahi kho bathe
apna bhi hai kuch haal yahi
hum jab se tere ho bathe hai
tumse nazar kuch aisi mili
hum dil ko kahi kho bathe
tumse nazar
jane kaise dil ye divana ho gaya
tum se mila begana ho gaya
najre milana to bahana ho gaya
khona tha ise nisana ho gaya
ye bahane tuhi jane mai na janu sajna
tumse nazar kuch aisi mili
hum dil ko kahi kho bathe
tumse nazar
thandi thandi aahe hum bharte nahi
tumpe kabi sumarte nahi
dil vale dil deke darte nahi
marne ka gam vo karte nahi
chalo mana hu divana
hume samjo ji apna
tumse nazar kuch aisi mili
hum dil ko kahi kho bathe
tumse nazar
dekho mere sapno me aaya na karo
aake hum ko jagaya na karo
aisa hai to najre milaya na karo
sapno me yu bulaya na karo
jo isare hai tumhare mai bhi janu sajna
tumse nazar kuch aisi mili
hum dil ko kahi kho bathe
apna bhi hai kuch haal yahi
hum jab se tere ho bathe hai
tumse nazar.