jalimo ke julm ki aag me jala aasuo ko pi gaya kato pe chala
julm ko jamane se mitane ke liye ban gaya mai ban gaya
mukkadar ka badshah mukkadar ka badshah
jalimo ke julm ki aag me jala aasuo ko pi gaya kato pe chala
julm ko jamane se mitane ke liye ban gaya mai ban gaya
mukkadar ka badshah mukkadar ka badshah
dhongi papi adharmi ko bhagwan kaha logo me
desh ko jisne luta use mahan kaha logo ne
lut ke aise lutero se maine diya to garibo ko
apne hatho se jo sawara bigde ko
to kya ye nainsafi hai kya ye pap hai kya ye gunah hai bolo
parda sabke chehre se uthane ke liye
julm ko jamane se mitane ke liye julm ko jamane se mitane ke liye
ban gaya mai ban gaya
mukkadar ka badshah mukkadar ka badshah
jab bahan ki abru lutne lage jab bahan ki abru lutne lage
dard ke pahad mujhpe tutne lage
mai kaise chup rahta kitne sitam sahata bolo
kanun ke wahsi darindo ne itna majbur kiya
maine apne hatho se zanjiro ko tod diya
dusmano ko khak me milane ke liye
pyas unke khun se bujhane ke liye
julm ko jamane se mitane ke liye ban gaya mai ban gaya
mukkadar ka badshah mukkadar ka badshah