Janiya teri hansi ada
Ho gaya main jis pe fida
Janiya teri hansi ada
Ho gaya main jis pe fida
Ab mujhe hosh na khabar
Tu hi tu hai charo peher
Nahiya kya jadu hai kiya
Chhu liya tune mera jiya
Dhadkno me tera ashar
Har taraf tu aaye najar
Pyar me hai kaisi ye halchal
Tere bina rahu beakal
Mom ki tarha na pighal
Ae mere dil jara to sambhal
Deewangi meri
Hogi na kabi kam
Ye jaan le jane wafa
Janu tumhe hai
Meri mahobat ki kasam
Hona na tum kabhi khafa
Janiya teri hansi ada
Ho gaya main jis pe fid
Ab mujhe hosh na khabar
Tu hi tu hai charo peher
Ahe khuda ye tera hai karam
Jo mil gaya mera hamdam
Pyar me ham lege so janam
Ke ek zindgi hai kam
Le har khushi meri de mujhe
Har gam yaki mere yahi sada
Toba kabi wo din na dekhu me
Sada jo keh raha ho alwida
Janiya teri hansi ada
Ho gaya main jis pe fida
Ab mujhe hosh na khabar
Tu hi tu hai charo peher
Nahiya kya jadu hai kiya
Chhu liya tune mera jiya
Dhadkno mein tera ashar
Har taraf tu aaye nazar.