Yaara Rooth Gaya Lyrics | My Friend Ganesha 2

Lyricist :
Music Director : Rajiv S Ruia ,
Singer : Raja Hasan
                        
                        yara ruth gaya ho, dil tut gaya ho
sab chhut gaya ho

jo khas tha, dil ke pas tha
jis par mujhe, pura vishvas tha
mujhko akela chhod gaya
dostana tod gaya
yara ruth gaya, dil tut gaya
sab chhut gaya, yara ruth gaya
yara ruth gaya, dil tut gaya
sab chhut gaya, yara ruth gaya

dosti tune khub nibhai
ae dost chubhti hain tanhai
ho ho ho ho
dosti tune khub nibhai
ae dost chubhti hain tanhai
ye sochkar dil hairan hain
tu ho gaya kyu anjana hain
ye sochkar dil hairan hain
tu ho gaya kyu anjana hain
mujhko akela chhod gaya
dostana tod gaya
yara ruth gaya, dil tut gaya
sab chhut gaya, yara ruth gaya
o my friend ganesha, tu rahan sath humesha
o my friend ganesha, tu rahan sath humesha
o my friend ganesha, tu rahan sath humesha
o my friend ganesha, tu rahan sath humesha.