do kabootar chhath ke upar
daana chugne ke bahane takaraye
phir shuru lo guturgu kucha koo mein
chounch vounch bhi ladayein
baaton baaton mein baat badhti hi jaaye
aaye hai
ik nanhi mulakat lambi kahani ban jaaye
lafade hain hazaron majedaar bade yaar
magar pyaar ka hai khel sara
vo ho vo ho vo
vo ho ho ho vo
y e ye ye
vo ho vo ho vo
vo ho vo ho vo
kabhi addhure ek duje ke bina lage
kabhi nazariya kyon dono ka juda lage
glass bole koi aadha bhara hua
toh dusre ko khali aadha sa lage
kabhi ye makhan jaisa mooh main pighal gaya
phir ek pal main gussa aaya uubal gaya
kisi ko jane haye kyun na hazam hua
kisi pe jaddu ban ke jadoo chal gaya
pyaar hai to hum kisi ko
hubahu humare jaisa kyun banaye
jo hai jaisa usko waisa
pyaar karna hi pyaar khailaye
baaton baaton mein baat badhti hi jaaye
aaye hai
ik nanhi mulakat lambi kahani ban jaaye
lafade hain hazaron majedaar bade yaar
magar pyaar ka hai khel sara
vo ho vo ho ho
vo ho ho ho ho
ye ye ye
vo ho vo ho vo
vo ho ho ho vo.