Sagar Nahi Hai To Kya Hai Lyrics | Naatak

                        
                        sagar nahi hai to kya hai sagar nahi hai to kya hai
teri ankh ka nasha to hai badal nahi hai to kya hai
badal nahi hai to kya hai teri zulf ki ghata to hai
sagar nahi hai to kya hai

meri tamanna thi mehfil se tum ye uth ke jane lage ho
aisi bhi kya berukhi ruth kar
humse ankhe churane lage ho churane lage ho
mausam nahi hai to kya hai
mauka ye pyar ka to hai sagar nahi hai to kya hai

teri ghane zulf ke saye me
char pal sath tere jiyenge sagar se roz pite hai
aaj teri nazar se piyenge nazar se piyenge
sakhi nahi hai to kya hai
ek shok dilruba to hai sagar nahi hai to kya hai

shayad yahi ha kayamat ki rat
man lene ko ji chahata hai teri kasam aaj dil hi nahi
jaan dene ko ji chahta hai ji chahta hai
katil nahi hai to kya hai kafir teri ada to hai
sagar nahi hai to kya hai sagar nahi hai to kya hai.