zindagi ek natak hai
hum natak me kam karte hai
zindagi ek natak hai
hum natak me kam karte hai
parda uthate hi parda girte hi
sab ko salam karte hai
hum natak me kam karte hai
zindagi ek natak hai
hum natak me kam karte hai
parda uthate hi parda girte hi
sab ko salam karte hai
hum natak me kam karte hai
zindagi ek natak hai
hum natak me kam karte hai
khel me kabhi bajati hai taliya
aur kabhi log dete hai galiya
khel me kabhi bajati hai taliya
aur kabhi log dete hai galiya
bure bante hai bhale bante hai
apna nam badanam karte hai
hum natak me kam karte hai
zindagi ek natak hai
hum natak me kam karte hai
ek rang manch ye sansar hai
chota bada har ek kalakar hai
ek rang manch ye sansar hai
chota bada har ek kalakar hai
jindagani ka is kahani ka
tamasha suboh sham karte hai
hum natak me kam karte hai
zindagi ek natak hai
hum natak me kam karte hai
chahre pe ek chara laga liya
laila majnu khud ko bana liya
chahre pe ek chara laga liya
laila majnu khud ko bana liya
jhutha saccha kya bura accha kya
jaisa nam waisa kam karte hai
hum natak me kam karte hai
zindagi ek natak hai
hum natak me kam karte hai
parda uthate hi parda girte hi
sab ko salam karte hai
hum natak me kam karte hai
zindagi ek natak hai
hum natak me kam karte hai.