Mange hai maa baap duaye
Aaye khushi ki ye bela
Apne ho jo saath to
Sajta saguno ka mela
Aayi hai nasibo wali ye gadiya
Khushiyo ki chhooti hain phooljadiya
Khushiyo ki chhooti hain phooljadiya
Aayi hai nasibo wali ye gadiya
Khushiyo ki chhooti hain phooljadiya
Khushiyo ki chhooti hain phooljadiya
Ek wo din tha tera sehra
Laya tha main aap saja ke
Ek ye din hai dekh na paye
Tujhko apni nazar utha ke
Sehre wale ho tera bala
Rab teri khair hare
O rab teri khair hare
Aashao ke motiyo ki luti ladiya
Khushiyo ki chhooti hain phooljadiya
Khushiyo ki chhooti hain phooljadiya
Ek wo babul jiske aangan
Aaj khushi ke chamke taare
O ek ye babul jiske sapne
Mitti me mil gaye hai sare
Tune hamse kiya na bala
Rab teri khair kare
O rab teri khair kare
Haste hai lab roti hai ankhiya
Khushiyo ki chhooti hain phooljadiya
Khushiyo ki chhooti hain phooljadiya
Nate pote aur beto ke
Khush ho kar tu sagun manaye
O tere sab dukh aaye mujhpar
Tere sab dukh aaye humpar
Tujhpar koi aanch na aaye
Tujhe dete hai ham ye dua
Rab teri khair kare
O rab teri khair kare
Haste hai lab roti hai ankhiya
Khushiyo ki chhooti hain phooljadiya
Khushiyo ki chhooti hain phooljadiya
Khili tere dil ki kaliya
Khushiyo ki chhooti hain phooljadiya
Khushiyo ki chhooti hain phooljadiya.