Jang insaniyat ki dusman hai
Jang hi dusme tamakhum hai
Jang hai aag jo jalati hai
Jung hai maut jo mita ti hai
Mit gaye ru baru jawan the jo
Sahibe no baato nishan the jo
The jo khud jahan mein mashur
Khak me mil gaya sab unka garur
Apna rustam na baki hai
Haye ye jung naam baki hai
Jung nam baki hai
Hum wo sukun jisne sawari hai jindagi
Pathro ka dil taras nikhari hai jindagi
Tarikiyo mein nanha sitara chamak raha
Masum aarzu ka sahara chamak raha
Ummid na ummid se lachar ho gaya
Jinda dili hi jindagi ka bhar ho gayi
Dil liye paya takht hai saho ke sah ka
Dil liye paya takht hai saho ke sah ka
Dil hi to takhsh tamshak hai
Dusman nigah ka
Dil hi to takhsh tamshak hai
Dusman nigah ka
Tamshak hai dusman nigah ka.