Humko to jaan se pyari hain
Tumhari aankhe
Haye kajal bhari madhosh ye
Pyari aankhe
Humko to jaan se pyari hain
Tumhari aankhe
Haye kajal bhari madhosh ye
Pyari aankhe
Humko to jaan se
Mast aankhe hai ke gate
Huye maykhane hai
Mast aankhe hai ke chhalke
Huye paimane hai
Mast aankhe hai ke gate
Huye maykhane hai
Mast aankhe hai ke chhalke
Huye paimane hai
Humne dekhi nahi aisi to
Kawari aankhe
Haye kajal bhari madhosh ye
Pyari aankhe
Humko to jaan se
Narge se phul hai hans hans ke
Khili jati hai, nind ke bhoj se
Sharmake jhuki jati hai
Narge se phul hai hans hans ke
Khili jati hai, nind ke bhoj se
Sharmake jhuki jati hai
Aur katil hai sanam nind se
Bhari aankhe
Haye kajal bhari madhosh ye
Pyari aankhe
Humko to jaan se
Roshani chand me suraj me
Hai jab tak kayam
Jyot roshan rahe aankho me
Tumhari har dam
Roshani chand me suraj me
Hai jab tak kayam
Jyot roshan rahe aankho me
Tumhari har dam
Ye duwa hai ke slamat rahe
Pyari aankhe
Haye kajal bhari madhosh ye
Pyari aankhe
Humko to jaan se pyari hain
Tumhari aankhe
Haye kajal bhari madhosh ye
Pyari aankhe
Humko to jaan se.