tere hote hue aaj mai lut rahi
mere mathe pe laag raha daaag
are pathar ke bhaagwan tu hai kaha
teri dunia me laag jaye aag
teri dunia me laag jaye aag
tere hote hue aaj mai lut rahi
laaz aati hai mujhko ye kahte hue
parbhu andha na ban ankh rahte hue
laaz aati hai mujhko ye kahte hue
parbhu andha na ban ankh rahte hue
mujhe dasne ko aye hai dekh jara
teri basti ke jahrile naag
are pathar ke bhaagwan tu hai kaha
teri dunia me laag jaye aag
tere hote hue aaj mai lut rahi
chand chandi ke tukdo ki khatir yaha
ek abla ke fut rahe bhaag
chand chandi ke tukdo ki khatir yaha
ek abla ke fut rahe bhaag
are pathar ke bhaagwan tu hai kaha
teri dunia me laag jaye aag
tere hote hue aaj mai lut rahi
kisi bhai ki bichadi hui ek bahan
bata kab tak kare tere dukhde sahan
kisi bhai ki bichadi hui ek bahan
bata kab tak kare tere dukhde sahan
aaj jinda chita pe hu mai jal rahi
jal rahe umido ke baag
are pathar ke bhaagwan tu hai kaha
teri dunia me laag jaye aag
tere hote hue aaj mai lut rahi
mere mathe pe laag raha daaag
are pathar ke bhaagwan tu hai kaha
teri dunia me laag jaye aag
teri dunia me laag jaye aag
tere hote hue aaj mai lut rahi