ik khwabe tamanna bhule the ik khwabe tamanna fir dekha
halat ki khubi kya kahiye dil fuk tamasha fir dekha

ulfat ke mahakte gulshan me jo phul khile oro ne chune

apni takdir me sahra takdir me sahra fir dekha
halat ki khubi kya kahiye dil fuk tamasha fir dekha
ik khwabe tamanna bhule the ik khwabe tamanna fir dekha
pahle bhi kaha dil sad the ek sahmi hui fariyad the hum

armano ki niyat fir dekhe khwabo ka janaza fir dekha
halat ki khubi kya kahiye dil fuk tamasha fir dekha
ik khwabe tamanna bhule the ik khwabe tamanna fir dekha
ha unki khushi me hum khush hai
is ruh ke sare gum khush hai
ha unki khushi me hum khush hai
is ruh ke sare gum khush hai
khud sej sajake oro ki aaj apne ko tanha fir dekha