Duniya sata rahi thi
Taane bhi seh raha tha
Ik parkata kabutar
Pinjre mein keh raha tha
Daulat ke haathon khun
Bhi safed ho gaya
Daulat ke haathon khun
Bhi safed ho gaya
Sone ka pinjra dekh ke
Main qaid ho gaya
Kabutar qaid ho gaya
Sone ka pinjra dekh ke
Main qaid ho gaya
Kabutar qaid ho gaya
Laathi ke aasre pe wo
Kubde bhi tan gaye
Laathi ke aasre pe wo
Kubde bhi tan gaye
Haldi ki mil gayi
Pansaari ban gaye
Duniya ke hard marj
Ki dawa apne paas hai
Khaansi ki goli khaate hi
Main vaidh ho gaya
Kabutar qaid ho gaya
Daulat ke haathon khun
Bhi safed ho gaya
Sone ka pinjra dekh ke
Main qaid ho gaya
Kabutar qaid ho gaya
Duniya ka rang khub
Badalta hai aajkal
Duniya ka rang khub
Badalta hai aajkal
Kauwwa bhi chaal hans
Ki chalta hai aajkal
Jaata hai roz baith ke
Motor mein sair ko
Bhai ka sar to dhup
Mein safed ho gaya
Kabutar qaid ho gaya
Daulat ke haathon khun
Bhi safed ho gaya
Sone ka pinjra dekh ke
Main qaid ho gaya
Kabutar qaid ho gaya
Ulta zamaana aa gaya
Bakri bhi sher hai
Ulta zamaana aa gaya
Bakri bhi sher hai
Kangaal hai ameer
Ye qismat ka pher hai
Laakhon ki zaaydaad to
Biwi ke naam hai
Duniya ko kadwa bol
Bhi ab shahad ho gaya
Kabutar qaid ho gaya
Daulat ke haathon khun
Bhi safed ho gaya
Sone ka pinjra dekh ke
Main qaid ho gaya
Kabutar qaid ho gaya