Na aasman na sitare
Fareb dete hai
Na aasman na sitare
Fareb dete hai
Hame to apne sahare
Fareb dete hai
Na aasman na sitare
Fareb dete hai
Hamein to apne sahare
Fareb dete hai
Na aasmaan
Bahar hasti huyi
Kyun chaman me aati hai
Bahar hasti huyi
Kyun chaman me aati hai
Ye char din ke liye
Phul kyu khilati hai
Nazar ko kyu ye
Nazare fareb dete hai
Hame to apne sahare
Fareb dete hai
Na aasmaan
Lagi hai aag khud
Apne hi aashiyane se
Lagi hai aag khud
Apne hi aashiyane se
Woh budnaseeb gila
Kya kare zamane se
Ke jisko apne hi pyare
Fareb dete hai
Hame to apne sahare
Fareb dete hai
Na aasman na sitare
Fareb dete hai
Hame to apne sahare
Fareb dete hai
Na aasman.