Tujhe khanzar se kya maru
Ek najar hai kafi
Tujhe khanzar se kya maru
Ek najar hai kafi
Mere sajna sun teri
Khata ki nahi hai mafi
Tujhe khanzar se kya maru
Ek najar hai kafi
Tujhe jinda kaise
Chhodu hogi na insafi
Tujhe khanzar se kya maru
Ek najar hai kafi
Mai kaun hu ye jan le
Achi tarah pahchan le
Pahle haye
Pahle kabhi dekha to hai
Ye kahde itna man le
Julfe bhi hai laghrari si
Aankhe bhi hai sharmayi si
Ye husn par bakpan
Uspe kamar balkhayi si
Or fir mar mitne ko
Ye bali umar hai kafi
Tujhe khanzar se kya maru
Ek najar hai kafi
Mere sajna sun
Teri khata ki nahi mafi
Tujhe khanzar se kya maru
Ek najar hai kafi
O rat ke mehman aa dil me
Hai kya arman aa
Juba ha
Duba bat kar duswar
Ki wo aaj hai asan aa
Tere gale lag jaungi
Kam apna bhi kar jaungi
Taskin bhi dungi tujhe
Dil bhi tera tadpaungi
Tere sitam aaj bhi dil me
Mere asar hai baki
Tujhe khanzar se kya maru
Ek najar hai kafi
Mere sajna sun teri
Khata ki nahi hai mafi
Tujhe khanzar se kya maru
Ek najar hai kafi
Tujhe jinda kaise
Chhodu hogi na insafi
Tujhe khanzar se kya maru
Ek najar hai kafi.