taro ka ye khazana, taro ka ye khazana
ye chandani suhani
kitna hasi fasana, kitni hasi kahani
soya hua zamana jagi hui jawani
aye chand muh chupa le,aye chand muh chupa le
hai chand mere ghar me, hai chand mere ghar me
kyu tujhko rat layi hai, wo hai meri najar me
ya chand hai diwana, ya rat hai diwani
soya hua zamana, jaagi hui jawani
in mast badlo ki, in mast badlo ki
maujo me bah rahi hu, samjho agar to mai ek
afsana kah rahi hu
kahne ka jab maza hai, kahne ka jab maza hai
sunte ho wo kahani
soya hua zamana, jagi hui jawani
taro ka ye khazana, taro ka ye khazana
ye chandani suhani
soya hua zamana jagi hui jawani