Oh bandeya dhoondhe hai kya
Raahein teri hai ghar tera
Chalna wahaan, jaana wahaan
Khud tak kahin pahunche jahaan
Kadam utha aur sath mein ho le
Shehar shehar yeh tujhse dekho bole
Tukar tukar yun apne naina khole
Zindagi pee le zara
Behti hawaaon ke jaise hain iraade
Udte parindon se seekhi hain jo baatein
Anjaani raahon pe koi main chala
Main safar mein hoon, khoya nahi
Main safar mein hoon, khoya nahi
Main safar mein hoon, khoya nahi
Main safar mein hoon, khoya nahi
Thoda aage badhein
Maine jaana yeh
Sach hai to kya hai
Uljhe uljhe sab sawaal
Zindhgi hai ye kya
Main kaun hoon
Maine yeh jaana
Mujhe mil hi gaye sab jawaab
Dekho na hawa kaanon mein mere kehti kya
Boli vekh farida mitti khuli
Mitti utte farida mitti dhulli
Chaar dina da jee le mela duniya
Phir jaane hona kya…
Behti hawaaon ke jaise hain iraade
Udte parindon se seekhi hain jo baatein
Anjaani raahon pe koi main chala
Main safar mein hoon, khoya nahi
Main safar mein hoon, khoya nahi
Main safar mein hoon, khoya nahi
Main safar mein hoon, khoya nahi
Yeh kaisa safar hai jo yoon dooba raha
Jata hoon kahin main ya laut ke aa raha
Woh chehre woh aankhein, woh yaadein purani
Mujhe poochhti
Yeh nadiya ka paani bhi behta hai kehta yehi
Main safar mein hoon, khoya nahi
Main safar mein hoon, khoya nahi
Main safar mein hoon, khoya nahi
Main safar mein hoon, khoya nahi
Khoya nahi, khoya nahi
Khoya khoya khoya khoya nahi
Main safar mein hoon, khoya nahi.