aashik nazar ka ya ho nazaro ka
ye sham hai sabke naam ki
khul kar kisi se ya phir isharo me
rut hai salamo payam ki
aashik nazar ka ya ho nazaro ka
ye sham hai sabke naam ki
khul kar kisi se ya phir isharo me
rut hai salamo payam ki
khule gagan chand khila
koi ise chand kahe koi teri bindiya
bindiya me dekho sanaam likha hai ye kiska naam
pucho jise hosh ho apna to kissa tamam
bindiya me dekho sanaam likha hai ye kiska naam
pucho jise hosh ho apna to kissa tamam
ab tak jo tumse kah na saki
kehna hai wo ab tumse mujhe
ab tak jo tumse kah na saki
kehna hai wo ab tumse mujhe
chupke se kahna mujhko bhi hai
aaja bagal me le lu tujhe tere bina jana kaha
shola teri bahe to chingari meri bindiya
dekho ye chingariya has has ke le kiska naam
bindiya me dekho sanaam likha hai ye kiska naam
mujhme jo tu hai mai tujhme hu
phir do badan do saye hai kyu
mujhme jo tu hai mai tujhme hu
phir do badan do saye hai kyu
dhadkan bhi ek aur seena bhi ek
phir tu mujhe tarsaye hai kyu bolo piya bolo sajan
are kah to diya tere bina nahi rahna
tere mere pyar se rangin kaisi hai sham
pucho jise hosh ho apna to kissa tamam
aashik nazar ka ya ho nazaro ka
ye sham hai sabke naam ki
khul kar kisi se ya phir isharo me
rut hai salamo payam ki khule gagan chand khila
koi ise chand kahe koi teri bindiya
bindiya me dekho sanaam likha hai ye kiska naam
pucho jise hosh ho apna to kissa tamam