main toh nahi hu insano me, bikta hu main toh in dukano me
main toh nahi hu insano me, bikta hu main toh in dukano me
duniya banai maine hatho se, mitti se nahi jajbato se
fir raha hu dhundta mere nishan hai kaha
mere nishan hai kaha, mere nishan
ho ho mere nisha mere nishan
ho ho mere nisha mere nishan
tera hi saaya banke tere saath chala main
jab dhup aayi tere sar pe toh chaaw bana main
tera hi saaya banke tere saath chala main
jab dhup aayi tere sar pe toh chaaw bana main
raaho me teri raha main humsafar ki tarah
uljhaa hai fir bhi tu ujaalo me
dhunde sawaalo ko jawaabo me
khoya hua hai tu kaha tu kaha, mere nishan hai kaha
mere nishan hai kaha, mere nishan
ho ho mere nisha mere nishan
ho ho mere nisha mere nishan
mujhse bane hai ye panchi ye behta pani
leke jamin se aasman tak meri hi kahani
mujhse bane hai ye panchi ye bahta pani
leke jamin se aasman tak meri hi kahani
tu bhi hai mujhse bana baate mujhe kyu yaha
meri banai takdire hai, takdire hai
saanso bhari ye taswire hai
fir bhi kyu hai tej bana, mere nishan hai kaha
mere nishan hai kaha, mere nisha
ho ho mere nisha mere nishan
ho ho mere nisha mere nishan