Azab teri duniya azab insan
Dosh to hai ye andhiyare ka
Hath na sujhe hatho ko
Dosh to hai ye andhiyare ka
Hath na sujhe hatho ko
Dil to bechara nirdoshi hai
Roz hai jalta raato ko
Sach roye or jhuth hase
Main na samjhu in bato ke
Re kaisi tune reet rachi bhagwan
Kaisi tune reet rachi bhagwan
Pap kare papi bhare punyawan
Azab teri duniya azab insan
Dosh to hai kapati ravan ka
Punya ko jo chal kar jeeta
Dosh to hai kapati ravan ka
Punya ko jo chal kar jeeta
Har samagar is dharti mein
Ram ki manchai sita
Utar de bhagwan tujhe tum
Chup ho de kayi yug bita re
Kaisi tune reet rachi bhagwan
Kaisi tune reet rachi bhagwan
Pap kare papi bhare punyawan
Azab teri duniya azab insan.