yaha jindagi, ek alag jindagi hai
yaha khwaahishe, aasmaan se badi hai
yaha jindagi, ek alag jindagi hai
yaha khwaahishe, aasmaan se badi hai
iraade yaha par samandar se gehare
iraade yaha par samandar se gehare
naa koyi fikar, naa kahi koyi pehare
yaha jindagi, ek alag jindagi hai
yaha khwaahishe, aasmaan se badi hai
iraade yaha par samandar se gehare
iraade yaha par samandar se gehare
naa koyi fikar, naa kahi koyi pehare
yaha jindagi, ek alag jindagi hai
ek alag jindagi hai
yaha khwaahishe, aasmaan se badi hai
yaha har jagah mauj hai, mastiya hai, mastiyan
yaha par jamaane ki sab hastiya hai
yaha har jagah mauj hai, mastiya hai
yaha par jamaane ki sab hastiya hai
yaha dil naye rup me hai machalate
yaha dil naye rup me hai machalate
yaha chaand suraj naa ek pal ko dhalate
yaha jindagi, ek alag jindagi hai
yaha khwaahishe, aasmaan se badi hai
yaha sab ke jalawo ke ranginiya hai
yaha sab ke andaaj me khubiya hai
yaha sab ke jalawo ke ranginiya hai
yaha sab ke andaaj me khubiya hai
yaha log bas aaj ki baat karte
yaha log bas aaj ki baat karte
nahi murde pichhe bas par aage ko chalate
yaha jindagi, ek alag jindagi hai
yaha khwaahishe, aasmaan se badi hai
yaha jindagi, yaha jindagi
ek alag jindagi hai, alag jindagi hai
yaha khwaahishe, aasmaan se badi hai
irade yaha par samandar se gehare
irade yaha par samandar se gehare
naa koyi fikar, naa kahi koyi pehare
yaha jindagi, ek alag jindagi hai
yaha khwaahishe, aasmaan se badi hai