Husn Ki Ye Meharbani Phir Kaha Lyrics | Pagli

                        
                        husn ki ye meharbani fir kaha
husn ki ye meharbani fir kaha
ishq ki ye kamrani fir kaha
ishq ki ye kamrani fir kaha

lut lena nadan jawaani ke maze
lut lena nadan jawaani ke maze
lut le nadan jawani fir kaha
lut le nadan jawani fir kaha

ye bhare jo ban ki rangi mastiya
ye bhare jo ban ki rangi mastiya
ye tabiyat ki ravaani fir kaha
ye tabiyat ki ravaani fir kaha

dil se dil ko ye mohabbat de payam
dil se dil ko ye mohabbat de payam
jo bhi aankho ki jabani fir kaha
jo bhi aankho ki jabani fir kaha

yaadma ho dil ke joban kyu jara
yaadma ho dil ke joban kyu jara
raat din ki tazmaani fir kaha
raat din ki tazmaani fir kaha
husn ki ye meharbani fir kaha
ishq ki ye kamrani fir kaha
husn ki ye meharbani fir kaha