Khwahishon ki hone lagi
Kaisi mujhpe ye barshatein
Hm..kyun na samjhe na maane
Zid pe aada kaisi jaane
Dil ki sifarisho mein
Tera hi toh zikra hai
Tujhi pe toh aake hai thama
Kyun dil mera hua hai tera
Ki jaana nahi kabse
Main tera hone laga
Kyun dil mera hua hai tera
Ki jaana nahi kabse
Main tera hone laga
Betuki karein kyun farmaishe
Ye dil ki marzi hai ya teri
Khuda tuhi jaane
Kyun meri tu badle aadatein
Hai kuch bhi na aab raha mera
Hoon main tere waaste
Dabi meri chahaton mein
Tera hi toh itra hai
Tujhi ko toh maange hai sadaa
Kyun dil mera hua hai tera
Ki jaana nahi kabse
Main tera hone laga
Kyun dil mera hua hai tera
Ki jaana nahi kabse
Main tera hone laga
Dil ki hai ye kaisi aarziyan
Ki sang ho tere jahaan tu jaaye
Bin kahe ki aise samjhaye
Ye dil ki meri jo baat hai
Ki dil na jaane
Meri har ibadaton mein
Teri hi to fikra hai
Tujhi se to mukammal ho raha
Kyun dil mera hua hai tera
Ki jaana nahi kabse
Main tera hone laga
Kyun dil mera hua hai tera
Ki jaana nahi kabse
Main tera hone laga.