Kabhi Lage Ke Lyrics | Panaah

                        
                        Kabhi Lage Ke
Yeh Sara Sach Hain
Kabhi Lage Ke
Yeh Sara Jooth Hain
Yeh Kaisi Hain Zindagi
Yeh Kaisi Hain Zindagi

Kabhi Lage Ke
Yeh Sara Sach Hain
Kabhi Lage Ke
Yeh Sara Jooth Hain
Yeh Kaisi Hain Zindagi
Yeh Kaisi Hain Zindagi

Raste To Hai Par Manzil Nahin Hain
Kishti Mili Par Sahil Nahin Hain
Raste To Hai Par Manzil Nahin Hain
Kishti Mili Par Sahil Nahin Hain
Maujon Mein Hi Jeena Hain
Maujon Mein Hi Marna Hain
Toofano Se Yaari Karake E He

Kabhi Lage Ke Yeh Sara Sach Hain
Kabhi Lage Ke Yeh Sara Jooth Hain
Yeh Kaisi Hain Zindagi
Yeh Kaisi Hain Zindagi

Hum Ji Rahe Hain Yun Zindagi Ko
Jaise Andhera Jiye Roshani Ko
Hum Ji Rahe Hain Yun Zindagi Ko
Jaise Andhera Jiye Roshani Ko
Kahi Zanjeer Nahin
Phir Bhi Bandhe Hain
Sab Jaane Kaisi Kaisi Dor Se E He

Kabhi Lage Ke
Yeh Sara Sach Hain
Kabhi Lage Ke
Yeh Sara Jooth Hain
Yeh Kaisi Hain Zindagi
Yeh Kaisi Hain Zindagi

Pyasi Pyasi Aankhon
Mein Sapne Saja Ke
Dekha Ki Yeh
Kisi Ko Deewane Hoke
Pyasi Pyasi Aankhon
Mein Sapne Saja Ke
Dekha Ki Yeh
Kisi Ko Deewane Hoke
Apne Sitaare Gardish Mein Rahe Hain
Hum Kaise Inkaar Karate E He

Kabhi Lage Ke
Yeh Sara Sach Hain
Kabhi Lage Ke
Yeh Sara Jooth Hain
Yeh Kaisi Hain Zindagi
Yeh Kaisi Hain Zindagi
Yeh Kaisi Hain Zindagi.