pathar ka mila takiya aur khak ka bichhona
tumko kasam humari is lash par na rona
meri lash par na rona
pathar ka mila takiya aur khak ka bichhona
tumko kasam humari is lash par na rona
meri lash par na rona
banker dhuaa humare armaa nikal rahe hain
banker dhuaa humare armaa nikal rahe hain
jalte rahe hamesha aur ab bhi jal rahe hain
ab bhi jal rahe hain
takdeer me likha tha jal jal ke raakh hona
pathar ka mila takiya aur khak ka bichhona
meri lash par na rona
ho bechain hu abhi tak
bechain hu abhi tak
bechain hu abhi tak surat zara dikha ja
bekhat ki hai surkaht do phool tu chdha ja
do phool tu chadha ja
tujhko kasam hai meri karke na yaad rona
tujhko kasam hai meri karke na yaad rona
pathar ka mila takiya aur khak ka bichhona
meri lash par na rona
barbaad aarjuye, barbaad ka rhi hain
barbaad aarjuye, barbaad ka rhi hain
aankhe kisi ki surat yaad kar rahi hain
yaad kar rahi hain
takdeer ke likhe ko hai aansuo se dhona
pathar ka mila takiya aur khak ka bichhona
meri lash par na rona