tu chanda main chandni
tu chanda main chandni
ho tera mera mera tera
janm janm ka sath
hath pakadkar chhod na
dena rahe hath mein hath
humra rahe hath mein hath
tu chanda main chandni
main bago ki morni
main bago ki morni
or tu ghata ghanghor
main sajan teri bawari
or tu mera chitchor
main pyasi ek bund ho ka jal
main pyasi ek bund ho ka jal
tu meri barsat
hath pakadkar chhod na
dena rahe hath mein hath
humra rahe hath mein hath
tu chanda main chandni
ho aan basi tu dil mein mere
ho aan basi tu dil mein mere
jaise phul mein baag
en naino ko en naino ko
hardam lagi tere dars ki pyas
tere bina mohe kuchh na bhaye
tere bina mohe kuchh na bhaye
bhul gaya har baat
hath pakadkar chhod na
dena rahe hath mein hath
humra rahe hath mein hath
tu chanda main chandni
milke na bichhade do dil
sajan aisa ho jaye pyar
bhul ke bhi patjhad na aaye
hardam rahe bahar
hum tum dono jab mil baithe
hum tum dono jab mil baithe
raahe sada phir raaz
hath pakadkar chhod na
dena rahe hath mein hath
hath pakadkar chhod na
dena rahe hath mein hath