kya kabhi htheliyo me
aasma rah payega
kya kabhi koi sitare tod payega
chaahte to hai, ha ye ham sabhi
zindagi ke par gin sake
zindagi magar aesi hai kaha
ugaliyo pe sab mil sake
kaisi ye zindagi jaisi ye zindagi
mat jina chhod do magar zindagi
kaisi ye zindagi jaisi ye zindagi
bas rahne do ise hai zindagi
dil ye dhunde rahate bhi
puri karna chahe chahate bhi
fir uspe kar raha hai lo shikayate bhi
shikayate bhi
kuchh aur surate bhi hongi
sapno ki kimate bhi hongi
kyun chahe kimaton me, ye kifayate bhi
kash ho sake yun ki ham sabhi
manpasand sapne chune
zindagi magar aisi hai kaha
jaisi chahe vaisi bune
kaisi ye zindagi jaisi ye zindagi
mat jina chhod do magar zindagi
do alg disha me bahke bhi
dil me jo hain wo kah ke bhi
mumkin hain zindgaani, sang rah ke bhi
do dilon ke bich ki ye duri
ek tarfa chal ke hogi puri
kab kisne tay kiya hain ye nahi jaruri
chahate to hain ha ye hamse bhi
pyar hamko bhi mil sake
badle me magar shart hain yahi
sath har kadam chal sake
kaisi ye zindagi jaisi ye zindagi
mat jina chhod do magar zindagi
ha yahi htheliyo me aasma rah payega
chahega to tu sitaara tod payega
laaz me nahi zindagi ke par
ungaliiyon pe ham gin sake
kaafi hain yahi hamse zindagi
jo kahe wo ham sun sake.