Jee karta hai kare jee chaar se
Jo thaan liya humne
Mann hi mann mein
Mujhe hai patta
Chadhna hai chattan pe
Gar tera hoga saath
Kuchh bhi karle
Dekha yunhi yeh
Samma aise badal raha
Sochate hi khul
Raha hai aasman
I cane feel wind of change
Hawaye bhi sang
Chal rahi abhi
Sun taarein bhi
Yahin keh rahe hai
I cane feel wind of change
Kaise yeh samjaaye
Ye dil ki baat hai
Harpal isse muskaaye
Har pal saath hai
Haan khush hai hum
Chhoti chhoti si baaton se
Chhote kadam chhoti si
Jeet bade iraadon se
Maana ke tod jaana hai
Maana mushkil ye raahe hai
Par in raahon pe
Chalte jaana hai
I cane feel wind of change
Hawaye bhi sang
Chal rahi abhi
Sun taarein bhi
Yahin keh rahe hai
I cane feel wind of change
Dekho naya hai yeh mukaam
Dekho nayi ye judaah hai
Dekho humein hum hai wahin
Par naya yeh geet hai
Dhundhna hai raasta
Manzar dikh ne laga
Dhire se kam ho
Rahi hai dooriyaan
I cane feel wind of change
Hawaye bhi sang
Chal rahi abhi
I cane feel wind of change
Sun taarein bhi
Yahin keh rahe hai
I cane feel wind of change
I cane feel wind of change.