Surat se kya pehchanoge
Ke hum he kitne pani mein
Surat se kya pehchanoge
Ke hum he kitne pani mein
Hum dil ka tohfa laye hai
Mat kho de na nadani mein
Surat se kya pehchanoge
Ke hum he kitne pani mein
Yeh din he aankh milane ke
Yeh din he aankh milane ke
Mat pyar karo tanhai se
Dil he to mohabbat bhi hogi
Phir kya darna rushwai se
Ho darna rushwai se
Ho darna rushwai se
Are kab pyar karoge
Jab na kiya
Aisi bharpur jawani mein
Kab pyar karoge
Jab na kiya
Aisi bharpur jawani mein
Surat se kya pehchanoge
Balo ki safedi bhar mat jaye
Jaye jaye jaye jaye jaye jaye
Balo ki safedi bhar mat jaye
Hum pura sath nibhayege
Palko pe bithake rakhege
Aur sau sau naaz uthayege
Uthayege uthayege
Are kya din kya raat rahege hum
Hazir teri darbani mein
Kya din kya raat rahege hum
Hazir teri darbani mein
Surat se kya pehchanoge
Ke hum he kitne pani mein
Jab mausam ho gustakhi ka
Jab mausam ho gustakhi ka
Koi to sararat sujhegi
Jitna hi dabaoge dil ko
Utni hi mohabbat sujegi
Sujegi sujegi
Ab aa bhi jao baho mein
Kab se hai khade herani mein
Ab aa bhi jao baho mein
Kab se ho khade herani mein
Surat se kya pehchanoge
Ke hum he kitne pani mein
Hum dil ka tohfa laye hai
Mat kho de na nadani mein.