jai jai ramkrishan hari jai jai ramkrishan hari
jai jai ramkrishan hari jai jai ramkrishan hari
ram kaha ram kaha ram kaha
tujh me ram mujh me ram sab me ram samaya
sab se kar le pyar jagat me
koi nahi hai paraya re tujh me ram
tujh me ram mujh me ram sab me ram samaya
sab se kar le pyar jagat me
me koi nahi hai paraya re tujh me ram
na mandir na wo masjid na kave kailash
man darpan me dekh le murakh
parbhu to tere pas gori ma ki
bhai gori ma ki kali maa ki sabne uski chhaya
sab se kar le pyar jagat me koi nahi hai paraya re
tujh me ram arey zara sa chhu lene de
uska ho jaye apman andhi puja karne wale
wo kaisa bhagwan jat pat ke bhai jat pat ke bhed
bhav me kahe janam gwaya
sab se kar le pyar jagat me koi nahi hai paraya re
tujh me ram arey parbhu ke ghar se kya
tumne mehman ko diya nikal
murakh bhakto mandir se bhagawn ko diya nikal
ghar me to har yug se insan me dekh na paya
sab se kar le pyar jagat me koi nahi hai paraya re
tujh me ram bhai tujh me ram mujh me ram
sab me ram samaya sab se kar le pyar jagat
me koi nahi hai paraya re tujh me ram
jai jai ramkrishan hari jai jai ramkrishan hari
jai jai ramkrishan hari jai jai ramkrishan hari