O bashira o zamila
O zamila chhamka challo
Zamila rukh se
Parda hatade
O zamila meri
Bulbul zamila
Zara jalwe dikhade
O bashira mere
Bake bashira
Mere dil ki lagi mere
Dil ki bhujhade
Haye haye haye
Bashira mere pyare
Bashira meri
Duniya basa de
Haye bashira
Hallu hallu se pallu
Khol na kyu bashira
Hallu hallu se pallu
Khol na na bashira
Kale balo ki kasam
Gore galo ki kasam
Mahke aachal ki kasam
Udte badal ki kasam ho
Dil ki dhadkan ki kasam
Mahke daman ki kasam
Jage jadu ki kasam
Surkh pallu ki kasam
Pallu jo kholungi
Deewane lut jayenge
Are lut jane do
Pallu jo kholungi
Parwane lut jayenge
Are lut jane do
Aaj huso ada ka
Khazana luta de
Bana de jaha ko
Deewana bana de
Haye zamila zamila
O zamila chhamka challo
Zamila mukh se
Parda hatade
O bashira mere
Bake bashira
Mere dil ki lagi
Mere dil ki bhujhade
Haye haye haye bashira
Mujhse jo chhinega
Tujhko zamana
To kya karoge
Aaya jo banke tera
Deewana to kya karoge
Tere liye jan ki
Baji laga dunga
Tere liye ye jawani
Gawa dunga
Mera dildar hai tu
Sun mera pyar dunga
Chaku ki dhar hai tu
Tej talwar hai tu
Maine dil tujhko diya
Tujhpe kurban kiya
Tuhi sanam mera
Tuhi to mera piya
Mera husn bhi tera
Le jawani bhi teri
Jawani mere soye
Hue armaa jaga de
O bashira mere
Bake bashira
Mere dil ki lagi
Mere dil ki bhujhade
Haye haye haye bashira
Oye bashira hata
Diya achha kiya
Haye zamila zamila
O zamila chhamka challo
Zamila rukh se
Parda hatade
O zamila meri
Bulbul zamila
Zara jalwe dikhade
Hoy bashira hata
Diya achha kiya.