He he he he
Ho ho la la la
La la la la la la la la la la la
Yoon na sharma phailaade
Apni gori gori banhen
Yoon na sharma phailaade
Apni gori gori banhen
Saari duniya se keh doonga
Ke tujhi ko ham chahen
Ke tujhi ko ham chahen
Ke tujhi ko ham chahen
Yoon na sharma phailaade
Apni gori gori banhen
Ho kaali zulfon waale
Zara zulfon ko bikhraa de
Meri duniya ko mahka de
Ek nasha sa chaaya hai
Aao chalen ab na ruken
Khulin hain dil ki raahen
Ke tujhi ko ham chahen
Ke tujhi ko ham chahen
Yoon na sharma phailaade
Apni gori gori baanhen
Arre hasnewaalo
Jo jiye bhi socho
Jinhen pyaar milta
Nahin jeete hain kaise
Arre hasne waalon
Saath jiyen saath maren phir na kabhi chaaha tha
Pyaar mile pyaar karen
Aisa kabhi socha tha
Dil ko kisine toda
Apna banaake chhoda
Utna hamen ronaa pada
Jitna haseen sapna thaa
Arre hasne waalon
Yun na sharma phailade
Apni gori gori baanhen
Saari duniya se keh doonga
Ke tujhi ko ham chahen
Ke tujhi ko ham chahen
Yun na sharma phailade
Apni gori gori baanhen
Ho neeli aankhon waale
Teri aankhon me kya kya hai
Naye sapnon ki duniya hai
Dil inhin me doobaa hai
Baat jo ham kah na sake
Kah rahin hain ye nigaahen
Ke tujhi ko ham chaahen
Ke tujhi ko ham chaahen
Yun na sharama phailaade
Apni gori gori baanhen
Arre hasnewaalon
Jinko mili dil ki khushi
Khushiyaan manaa sakte hain
Apne ye gham duniya ko ham
Kaise suna sakte hain
Sapne sajaane waalon
Hasne hansaane
Waalon aao idhar
Zakhme jigar tumko
Dikha sakte hain
Arre hasnewaalon
Kabhi ye bhi socho
Jinhen pyaar milta
Nahin jeete hain kaise
Arre hasne waalon
Yun na sharma phailaa de
Apni gori gori baanhen
Saari duniya se keh doonga
Ke tujhi ko ham chaahen
Ke tujhi ko ham chaahen
Ke tujhi ko ham chaahen
Yun na sharma phailaa de
Apni gori gori baanhen.