hui hai shaam to aankho me bas gaya phir tu

kaha gaya hai mere shahar ke musaafir tu

tu, fir tu
mai jaanta hun ki duniya tujhe badal degi

mai manta hun ki aisa nahi ba zaahir tu
mai manta hun ki aisa nahi ba zaahir tu
kaha gaya hai mere shahar ke musaafir tu
hui hai shaam to aankho me bas gaya phir tu
hui hai shaam to aankho me bas gaya phir tu
tu, fir tu
hansi khushi se bichhad ja agar bichhadna hai

ye har maqaam pe kya sochta hai aakhir tu
ye har maqaam pe kya sochta hai aakhir tu
kaha gaya hai mere shahar ke musaafir tu
hui hai shaam to aankho me bas gaya phir tu
hui hai shaam to aankho me bas gaya phir tu
tu, fir tu
faraaz tune use mushqilo me daal diya
faraaz tune use mushqilo me daal diya
faraaz tune use mushqilo me daal diya
zamana saahib e zar aur sirf shaair tu