Zinda akhbar hoon main
Zulm ka shiakr hoon main
Zinda akhbar hoon main
Zulm ka shiakr hoon main
Ek bebas satai huyi
Abla ki pukar hoon main
Dhundta hain dhundta hai ek
Bhai bahan ko agar dagar
Aaj ki taza khabar
Aaj ki taza khabar
Aaj ki taza khabar
Aaj ki taza khabar
Koi papi kuchal
Gaya hain ek rakhi ko
Liye suni kalai
Ek bhai rota hain
Sochne jaisi bat
Hai ke aaj duniya mein
Din dahade jo
Bebaso pe sitam hota hain
In hawao mein
In hawao mein kisne
Ghol diya hain ye jahar
Aaj ki taza khabar
Aaj ki taza khabar
Aaj ki taza khabar
Aaj ki taza khabar
Is aurat khilona
Ban gayi hain duniya mein
Koi bhi uski abru se
Khel jata hain
Bhul ajta hai admi
Ke uska aurat se
Maa bahan beti ke jaisa
Pawitar nata hain
Tute sapno se
Tute sapno se ye
Riste kahi na jaye bikhar
Aaj ki taza khabar
Aaj ki taza khabar
Aaj ki taza khabar
Aaj ki taza khabar
Bhid mein koi kho
Gaya dhundta koi
Shor itna hain ke
Awaz doob jati hain
Koi bhai jo wada
Apna yaad karta hain
Bahan ki doli
Aankho mein
Ubhar aati hain
Mere malik
Mere malik garib ki
Duao ko de asar
Aaj ki taza khabar
Aaj ki taza khabar
Aaj ki taza khabar
Aaj ki taza khabar.