puja jap tap, mai nahi janu
mai nahi janu aarati
kya karu, mai japu prabhu ka naam
kaliyo me ram mera, sadiyo me ram hai
kaliyo me ram mera, sadiyo me ram hai
dharti gagan me mere, prabhu ji ka dham hai
kaha nahi ram hai
kaliyo me ram mera, sadiyo me ram hai
dharti gagan me mere, prabhu ji ka dham hai
kaha nahi ram hai
prabhu teri dhup, chhaya, prabhu teri chandni
leharo ki veena me hai, jagdish ki ragni
prabhu teri dhup, chhaya, prabhu teri chandni
leharo ki veena me hai, jagdish ki ragni
kaha nahi likha, mere natwar ka naam hai
kaha nahi likha, mere natwar ka naam hai
dharti gagan me mere, prabhu ji ka dham hai
kaha nahi ram hai
wahi phul phul me hai, wahi paat paat me
rahta hai ram mera, sab hi ke sath me
wahi phul phul me hai, wahi paat paat me
rahta hai ram mera, sab hi ke sath me
mera rom rom, jisko karta pranam hai
mera rom rom, jisko karta pranam hai
dharti gagan me mere, prabhu ji ka dham hai
kaha nahi ram hai
wo chahe to ek ghadi me
chaal pawan ki ruk jaye
wo chahe to pal bhar me hi
uncha parwat jhuk jaye
uski daya se patthar me bhi
phul rangila khil jaye
wo chahe to path bhule ko
raah mukti ki mil jaaye
uski daya se banta sab hi ka kam hai
uski daya se banta sab hi ka kam hai
dharti gagan me mere, prabhu ji ka dham hai
kaha nahi ram hai, kaha nahi ram hai
kaha nahi ram hai, kaha nahi ram hai
ram ram ram japo ram ram ram
ram ram ram japo ram ram ram
ram ram ram ram ram