dulhan khubsurat hai dulhan khubsurat hai
kitna hasi mahurat hai shehre ki jarurat hai
dulha mujhe banao yaro aao lekin pehle thahro
abhi gyarah nahi baje hai abhi gyarah nahi baje hai
dulhan khubsurat hai dulhan khubsurat hai
kitna hasi mahurat hai shehre ki jarurat hai
dulha mujhe banao yaro aao lekin pehle thahro
abhi gyarah nahi baje hai baje hai
abhi gyarah nahi baje hai
ek bujurag ne kaha tha beta jina chahe marna
gyarah bazne se pahle koi achha kaam na karna
ek bujurag ne kaha tha beta jina chahe marna
gyarah bazne se pahle koi achha kaam na karna
anguthi pahnao pahnao ji pahnao
yaro aao lekin pehle thahro
abhi gyarah nahi baje hai
abhi gyarah nahi baje hai
ek do tin char panch chhe sat aath no das gyarah
ek aur ek gyarah gyarah ke number me hote hai
dekho do ikke ek hu mai ek hai tu
aa mil jaye dono dil deke
mandap me le jaao le jaao
mandap me le jaao le jaao
le jaao le jaao ji le jaao
yaro aao lekin pehle thahro
abhi gyarah nahi baje hai
abhi gyarah nahi baje hai
waqt se pahle chale jo manjil se wo nikle aage
waqt ke baad jo nikle samjho subha der se jage
ghadi se ghadi milao ji ghadi se ghadi milao ji
yaro aao lekin pehle thahro
abhi gyarah nahi baje hai
abhi gyarah nahi baje hai dulhan khubsurat hai
kitna hansi mahurat hai shehre ki jarurat hai
dulha mujhe banao yaro aao lekin pehle thahro
abhi gyarah nahi baje hai abhi gyarah nahi baje hai