Baharon Ki Maangi Hui Ek Dua Lyrics | Phool

                        
                        Baharo ki maangi huyi ek dua
Hazaro ki maangi huyi iltja
Hazaro baras mein kabhi ho kabul
To khilta hai tumsa hansi ek phool

Phool phool pe bani teri tasveer
Phool phool pe bani teri tasveer
Phool phool pe likha hai tera naam
Ho tujhe salam tujhe salam

Phool phool pe bani teri tasveer
Phool phool pe bani teri tasveer
Phool phool pe likha hai tera naam
Ho tujhe salam tujhe salam
Tujhe salam tujhe salam
Tujhe salam tujhe salam
Tujhe salam tujhe salam
Tujhe salam tujhe salam
Tujhe salam tujhe salam

Ithlake balkha ke tu
Kaise kadam uthati hai
Ithlake balkha ke tu
Kaise kadam uthati hai
Aise kadam uthati hai
Jaise kasam uthati hai
Aise kadam uthati hai
Jaise kasam uthati hai
Aaj ko ho jayega barbad
Aaj ko ho jayega badnam
Ho tujhe salam tujhe salam

Galo se ye lagta hai
Ek masum kaval hai tu
Galo se ye lagta hai
Ek masum kaval hai tu
Hotho se ye lagta hai
Ek rangin gajal hai tu
Hotho se ye lagta hai
Ek rangin gajal hai tu
Teri zulfe sawan ki rate
Teri aankhe shishe ke do jam
Ho tujhe salam tujhe salam

Kisi geet ke mukhde sa
Dil kash tera mukhda hai
Kisi geet ke mukhde sa
Dil kash tera mukhda hai
Is duniya ki chij nahi tu
Ek chand ka tukda hai
Kisi geet ke mukhde sa
Dil kash tera mukhda hai
Is duniya ki chij nahi tu
Ek chand ka tukda hai
Main to insan phariste bhi
Main to insan phariste bhi

Teri kasam ban jaye tere gulam
Ho tujhe salam tujhe salam
Ho phool phool pe bani meri tasveer
Phool phool pe bani meri tasveer
Phool phool pe likha hai mera naam
Tujhe salam ho tujhe salam
Tujhe salam tujhe salam
Tujhe salam ho tujhe salam
Tujhe salam tujhe salam.