saansein mehek rahi hai
ahesas bhi naya hai
saansein mehek rahi hai
ahesas bhi naya hai
aankhon mein mastiya hai
kaisa asar hua hai
kabhi dil dole kabhi khaye hichkole
koi mujhko jhulaye
dheere dheere haule haule
mujhko yeh kya hua hai
jaane yeh kya hua hai
saansein mehek rahi hai
ahesas bhi naya hai
koi hawa ka nata mujhse
lipat gaya hai
sharmo haya se mera
aanchal simat gaya hai
halchal hai mere mann mein
mithi chubhan hai tan mein
gaalo pe surkhiya hai
hotho pe narmiya hai
kabhi dil dole kabhi khaye hichkole
koi mujhko jhulaye
dheere dheere haule haule
mujhko yeh kya hua hai
jaane yeh kya hua hai
saansein mehek rahi hai
ahesas bhi naya hai
milta hua jo dekhu dharti se aasman
jee chahe mein bhula du
berang iss jaha ko
anjani chah jage anjane hai irade
kasme hai na hai wade
koi dor mann ko bandhe
kabhi dil dole kabhi khaye hichkole
koi mujhko jhulaye
dheere dheere haule haule
mujhko yeh kya hua hai
jaane yeh kya hua hai
saansein mehek rahi hai
ahesas bhi naya hai
aankhon mein mastiya hai
kaisa asar hua hai
kabhi dil dole kabhi khaye hichkole
koi mujhko jhulaye
dheere dheere haule haule
mujhko yeh kya hua hai
jaane yeh kya hua hai
saansein mehek rahi hai
ahesas bhi naya hai