Phool yeh angaar ban gaya
Phool yeh angaar ban gaya
Phool yeh angaar ban gaya
Phool yeh angaar ban gaya
Yeh haalaat se ek shabanam ka katra
Yeh haalaat se ek shabanam ka katra
Aag ki bouchhar ban gaya
Phool yeh angaar ban gaya
Phool yeh angaar ban gaya
Phool yeh angaar ban gaya
Phool ye angaar ban gaya
Hai kaanun andha adaalat hai behari
Hai jhuti yaha har gawaahi
Ke jisne sharafat shikhaayi
Usiki sharafat pe tohamat hai aayi
Kitaabo kalaam ilm kaa haath dekho
Kitaabo kalaam ilm kaa haath dekho
Kaise talwaar ban gaya
Phool yeh angaar ban gaya
Phool yeh angaar ban gaya
Phool yeh angaar ban gaya
Phool yeh angaar ban gaya
Chita jal rahi hain behan ki
Abhi tak mere dil ki geharaayiyo mein
O meri behan hai teraa khun shaamil
Mere gum ki chingaariyo mein
Tere har gunehgaar ke waaste main
Tere har gunehgaar ke waaste main
Khun ki kataar ban gaya
Phool yeh angaar ban gaya
Phool yeh angaar ban gaya
Phool yeh angaar ban gaya
Phool yeh angaar ban gaya.