Mujhe aisa mila moti aisa moti
Koi sagar mein na hoga
Mujhe aisa mila moti aisa moti
Koi sagar mein na hoga
Mujhe aisa mila tara aisa tara
Koi ambar mein na hoga
Tann jiska hain manbhavan
Mann jiska pavan pavan
Tann jiska hain manbhavan
Mann jiska pavan pavan
Aise vo mila jaise ki mile
Pyasi dharti ko sawan
Mujhe aisa mila moti aisa moti
Koi sagar mein na hoga
Mujhe aisa mila tara aisa tara
Koi ambar mein na hoga
Mahalo se main tab
Daulat ko na daulat jaani
Mahalo se main tab
Daulat ko na daulat jaani
Sari hi jaha surat dekhe main
Seerat ki deewani
Mujhe aisa mila moti aisa moti
Koi sagar mein na hoga
Mujhe aisa mila tara aisa tara
Koi ambar mein na hoga
Vo jafa kare sah lungi mein
Wo gila kare sah lungi
Vo jafa kare sah lungi mein
Wo gila kare sah lungi
Jis haal mein wo rakhe mujhko
Uss haal mein main rah lungi
Mujhe aisa mila moti aisa moti
Koi sagar mein na hoga
Mujhe aisa mila tara aisa tara
Koi ambar mein na hoga.