ae ghunghru ki jhankar sunne walo
ab tute dil ke taar ki bhi jhankar suno
mehfil ki muskano me jhumne walo
mere asuwan se bhigi aaj pukar suno
mere dil ki jali hai aaj holi
kaisi kismat ne ki hai ye thitholi
mere dil ki jali hai aaj holi
kaisi kismat ne ki hai ye thitholi
ganga sa nirmal nichhal
sukhi ek gaanv tha
sukhi ek gaanv tha
raja rank dono barabar
nahi bhedbhav tha
nahi bhedbhav tha
uske gun gauravo se duniya daali
kaisi kismat ne ki hai ye thitholi
mere dil ki jali hai aaj holi
kaisi kismat ne ki hai ye thitholi
aise gaanv me ek bhola bhala kulwant tha
bhala kulwant tha
sadachari sewabhavi man ka sadhu sant tha
man ka sadhu sant tha
uspe ek menka ne papi drishti kholi
kaisi kismat ne ki hai ye thitholi
satayshil aadarsho ki machi man me hulchal
machi man me hulchal
natarki ko dur nikala
gaanv se usi pal
gaanv se usi pal
badla lungi kisi din nari boli
kaisi kismat ne ki hai ye thitholi
nahi nahi
mere dil ki jali hai aaj holi
kaisi kismat ne ki hai ye thithol