hai ek buddhu chhora
wo mujhse dur bhage
pyar wo na jane
main sochu kya ho aage
dilwalo ki basti hai ye singapur
dilwalo ki basti hai ye singapur
hath main to jodu tu pichha chhod haye haye
ek nanhe dil ko kitno me baanta jaye
ye mana hai dilwalo ka singapur
ye mana hai dilwalo ka singapur
pyar me pagle jo koi pite
wo hai sabse accha
tu bhi karle vada humse
jhutha ho ya sachha
ye bala mere gale kaisi padi
main dekhu upar niche
hai ek buddhu chhora
wo mujhse dur bhage
pyar wo na jane
main sochu kya ho aage
dilwalo ki basti hai ye singapur
dilwalo ki basti hai ye singapur
main to apne dil ka sauda karke aaya pakka
rahne bhi de apni chaale
apna panja chatka
aaj to tu munh mod le tu aayega
phir bhi mere pichhe
hath main to jodu tu pichha chhod haye haye
ek nanhe dil ko kitno me baanta jaye
ye mana hai dilwalo ka singapur
ye mana hai dilwalo ka singapur.