najar ne luta hai ada ne mara hai
hasino me ye dhokha bhi bada hi pyara hai
najar ne luta hai ada ne mara hai
hasino me ye dhokha bhi bada hi pyara hai
agar ye dhokha tha to kisne roka tha
laga ke dil ye kehte ho
ke dil bechara hai najar ne luta hai
hamare haal pe kyu ye jamana hansta hai
ke jiske paas dil ho vo kabhi to fansta hai
to fir kyu rote firte hoge dil najro ka mara hai
najar ne luta hai ada ne mara hai hasino me ye dhokha bhi
bada hi pyara hai najar ne luta hai
hamare naaj bhi sehne padenge ulfat me
likhe hai sankado chakkar tumhari kismat me
jo hampe gujregi sah lenge jo dil tumpe vara hai
agar ye dokha tha to kisne roka tha
laga ke dil ye kehte ho ke dil bechara hai
najar ne luta hai ada ne mara hai
hasino me ye dhokha bhi
bada hi pyara hai najar ne luta hai