hum zindgi ki raah me
milkar chale chalte rahe
hum zindgi ki raah me
milkar chale chalte rahe
hum deep bankar pyar ke
milkar jale jalte rahe
hum zindgi ki raah me, raah me
tere mere kadam chhod jaye sanam
waqt ki dhul par kuch aise nishan
tere mere kadam chhod jaye sanam
waqt ki dhul par kuch aise nishan
o jinhe dekhkar pyar ki raah par
chal sakega sanam aane wala jahan
har rang me har rang me
har roop me milkar dhale dhalte rahe
hum zindgi ki raah me
milkar chale chalte rahe
hum zindgi ki raah me, raah me
o kitna chota sa hai zindgi ka safar
aaj aagaj hai kal anjaam hai
o kitna chota sa hai zindgi ka safar
aaj aagaj hai kal anjaam hai
jo mushafir wafa ki dagar pe chala
uska chote safar me bada naam hai
hum pyar me, hum pyar me
premi amar milkar bane, banke rahe
hum zindgi ki raah me
milkar chale chalte rahe
hum deep bankar pyar ke
milkar jale jalte rahe
hum zindgi ki raah me, raah me