maine jee liya mar liya prem kar liya
maine jee liya mar liya prem kar liya
jitna dar tha dar liya prem kar liya
jitna dar tha dar liya prem kar liya
prem kar liya
har ek prem kahani me is dariya ke pani me
har ek prem kahani me is dariya ke pani me
dub gaye nadani me kitne log jawani me
prem ka humko nam nahi lena tha kar liya
prem kar liya
maine jee liya mar liya prem kar liya
dunia wale kahte hai prem gali jo rahte hai
dunia wale kahte hai prem gali jo rahte hai
dard hazaro sahte hai aankh se aasu bahte hai
prem gali me hi rahne ko hamne ghar liya
prem kar liya
maine ji liya mar liya prem kar liya
hai jalim sansar kaha roke hai diwar kaha
hai jalim sansar kaha roke hai diwar kaha
aaye hai majhdar kaha kate hai talwar kaha
hame yar hatheli pe sar apna dhar liya
prem kar liya, prem kar liya, prem kar liya