tum khubsurat ho tum hasi ho
magar maf karna tum wo nahi ho
jo yad aati hai magar aati nahi aati nahi
samne hai par najar aati nahi aati nahi
yad aati hai magar aati nahi aati nahi
samne hai par najar aati nahi aati nahi
aati nahi aati nahi
aaj tak maine use dekha nahi
aaj tak maine use dekha nahi
aaj tak usne mujhe dekha nahi
nind fir bhi rat bhar aati nahi aati nahi
samne hai par najar aati nahi aati nahi
aati nahi aati nahi
khat kayi aate hai mere nam ke ho mere nam ke
khat kayi aate hai mere nam ke
har khat sunta hu mai dil tham ke haye dil tham ke
par koi uski khabar aati nahi aati nahi
samne hai par najar aati nahi aati nahi
aati nahi wo aati nahi
in andhero me ujalo me kabhi
in andhero me ujalo me kabhi
milti hai jab wo khyalo me kabhi, khyalo me kabhi
karti hai wada magar aati nahi aati nahi
samne hai par najar aati nahi aati nahi
yad aati hai magar aati nahi aati nahi
samne hai par najar aati nahi aati nahi
aati nahi aati nahi aati nahi wo aati nahi