pal tham gaya hain, ham chal rahen hain
pal tham gaya hain, ham chal rahen hain
jaag ke kis khwaab me, dhal rahe hai
pal tham gaya hain, ham chal rahen hain
jaag ke kis khwaab me, dhal rahe hai
mai bhi to ye janu na
aahat pehchano na aa
tu bhi to ye jane na, jane na aa
in dhadkano me ye pyaas kyu
ye khubsurt ahsaas kyu
pal tham gaya hain, ham chal rahen hain
jaag ke kis khwaab me, dhal rahe hai
shaam-e-hasin raaten javaan
har mausam ko bhane laga
ahchcha lage sab kuch yahan
koi jaadu sa chhane laga
sunepan ko sajata hai
meri saanse mehkata hain
sapno me koi aata hain, aata hai
thandi havaayen, ham jag rahe hain
jaag ke kis khwaab me, dhal rahe hai
pal tham gaya hain, ham chal rahen hain
kuch kah gai khamoshiya
ya suru ho gaya silsila
badne lagi betabiya
dard anjaana ye kya mila
maine dil ko roka tha, har lamha ise toka tha
aisa hoga na socha tha, socha tha aa
jasbat humko kyu chhal rahe hai
jaag ke kis khab me, dhal rahe hai
pal tham gaya hai, hum chal rahe hai
jag ke kis khab me, dhal rahe hai
mai bhi to ye janu na
aahat pehchano na aa
tu bhi to ye jane na, jane na aa
in dhadkano me ye pyaas kyu
ye khubsurt ahsaas kyu
ha in dhadkano me ye pyaas kyu
ye khubsurt ahsaas kyu