chekhush nazaare, chekhush nazaare
chekhush nazaare, chekhush nazaare ke khud pukaare
hai yaar ki manzil

gulo ki vaadi sabaa ki basti gali bahaaro ki

nigaah ko thi talaash kab se inhi nazaaro ki
ki bekhudi me nikal pada hai uthaa ke saaz-e-dil
chekhush nazaare, chekhush nazaare ke khud pukaare
hai yaar ki manzil
chekhush nazaare, chekhush nazaare ke khud pukaare
hai yaar ki manzil
ye vo mahal hai har ke daricha hai aasmaan jiska

hai apne sar se kuch bulandi pe aastaa jiska
ye vo hai chilman ki jiske pichhe hai vo hasi kaatil
chekhush nazaare, chekhush nazaare ke khud pukaare
hai yaar ki manzil
chekhush nazaare, chekhush nazaare ke khud pukaare
hai yaar ki manzil.